Brazil ne BRAHMOS ke liye Sweden ke RBS-15 ko thukraya
Pichle kuch dino me Bharat ne BRAHMOS missile ke kai sare test
karke duniya ko BRAHMOS missile ke takat dikhayi hai.
Ab isi ka natija ye hai ki
ab BRAHMOS missile ko lekar bharat ko bahot hi achi khabre milne lagi hai.
Halaki ab tak BRAHMOS missile ko lekar National, International aur
United Nation Security Council kuch kanuni badhao ki baje se Bharat abhi tak BRAHMOS
missile ka sauda nahi kar paya.
China is going to mad and India may deal with France for another 36 RafaelSweden has made a big announcement for India
Lekin ab missile ke byapar ko lekar Bharat lag bhag sabhi badhao
ko dur karne me kamiyab ho gaya hai.
Jaisa ki sabhi jante hain jab bhi medium range antiship cruise
missile ki baat aati hai to BRAHMOS se behtar kuch bhi nahi hai.
Aura b Brazil ne bharat ki BRAHMOS missile ke liye Sweden ki
RBS-15 Cruise missile ko thokar mar diya hai.
Brazil ne BRAHMOS ke liye Sweden ke RBS-15 ko thukraya
Darasal pichle sal Brazil ne Sweden ki Gripen ladaku jahajo ko
kharida tha. Aur Brazil ne ussi Gripen ladaku jahajo ko cruise missile se lesh
karne ka faisla kiya hai.
Jiske liye Brazil ne Sweden ko apni RBS-15 anti ship cruise
missile ka prastab bheja. Lekin Brazil ne Sweden ke prastab ko thokar marte
huye Bharat ke BRAHMOS missile ke saath aage badh ne ka faisla kiya hai.
Brazil ka kehna hai ki BRAHMOS Missile ko Gripen ladaku jahaj me
aasani se install kiya ja sakta hai.
Brazil ka kehna hai ki wo pehle se hi stock me pade missiles ko
nahi khari dega. Balki nayi pidhi ka BRAHMOS missiles ka sauda karega.
Jiski lambai 6mtr hai aur wajan lagbhag 1500kg hoga.
Halaki agar financial express ki report ki mane to agle saal
Philippines ke saath BRAHMOS missile ka sauda hoga.
Wahin Brazil, Chile, Argentina aur Venezuela ke alawa south
American desho ne bhi Bharat ki BRAHMOS missile me ruchi dikhayi hai.
Halaki Bharat ko Latin American Country me BRAHMOS missile bechne
me America ki Birodh ki samna karna padsakta hai.
Kyun ki America kabhi nahi chahe ga ki Bharat jaisi sahiyogi desho
ka ghatak hatiyar Latin American Countries ko mile.
Kyun ki Bharat ka Ye kadam Ameriki suraksha ke liye khatra
bansakta hai.
Lekin philhal Philippines aur Brazil jald hi Bharat ki BRAHMOS
missile ka bidesi grahak banne wale hain.
1 Comments
With over four,000 video games from more than 60 game studios, you will by no means get bored at this casino. The minimum deposit required is just zero.20 mBTC 먹튀사이트 먹튀프렌즈3 and payouts are processed in lower than 10 minutes. However, should you use cryptocurrencies, could get} a extra generous bonus. Use the same hyperlink and code CRYPTO400 and your first deposit will be matched by 400% going a lot as} $4,000. For your second to ninth deposits, you're going to get a 150% match. Only operators with a license to legally offer online gambling in Michigan.
ReplyDeletePlease do not enter any spam link in the comment box