Ticker

6/recent/ticker-posts

Header Ads Widget

Sweden has made a big announcement for India

Sweden has made a big announcement for India 

फ्रांस से आगे निकलते हुए स्वीडन ने भारत के लिए किया बडा एलान, AMRAAM भी होगा भारत का



Sweden ne France aur America se aage nikalte huye India keliye bahot bada ayilan kiya hai.

Ya phir yun kahe ki Sweden ne Inida ko lubhane keliye apna sab kuch dao pe lagane ka faisla kia hai.

Darasal France aur America Bharat ko apna Technology to transfer karna chahte hai, lekin ye desh ye kosis me hai ki Bharat ko Technology uss samay par transfer ho jab Bharat in desh ka bahot bada grahak bane.

Yani ki agar Bharat in desh ke ladaku biman jahaj ka bada byapar deta hai to in desho ko technology transfer karne me koi aapati nahi hai.

Jankaro ka manna hai ki koi bhi desh Bharat ko 2 ya 3 squadron jahaj kharidne par apne barso ki technology yun hi nahi de sakta.

Lekin ab Sweden ne apni Gripen Jahajo ko lekar bahot bada ayilan kia hai.

Sweden ne kaha hai ki agar Bharat Gripen ladaku jahaj par koi faisla leta hai to Sweden Make in India karyakram ke tahet nake Bharat me iska nirman karega balki 100 % yani A to Z apne ladaku jahajo ki technology bhi dega.

Darasal halhi me Bharatiya company HAL ne bada bayan diya tha ki Bharat ka aanewala Tejas MK2 Jahaj Sweden ki Gripen ladaku jahaj ke barabar hi hoga.

To phi raise me Bharat Sweden ki Gripen ladaku jahaj par bichar hi kyu karega.

HAL ki ye bayan ke baad hi Gripen ladaku jahaj banane wali company Shaab ne ye prastab diya hai ki Bharat ko whole production technology den eke alawa Bharat me hi un missile ka Production karega jiska istmal Gripen ladaku jahaj me kiya jata hai.

फ्रांस से आगे निकलते हुए स्वीडन ने भारत के लिए किया बडा एलान, AMRAAM भी होगा भारत का



Wese ab dekhna ye hoga ki Sweden ki aise proposal ke baad france ya phir America ki companya Bharat keliye konsa naya proposal dete hain.

Kyun ki India keliye Ladaku jahaj ke saath hi ladaku jahaj ki Technology transfer ka mudda bhi bahot jaruri hai.

Kyun ki Bharat apni Tejas MK2 ke alawa aage chalke Double Engine wala bhi Tejas ladaku jahaj banane wala hai.

Wahin Bharat ko apni 5th generation ladaku jahaj keliye bhi Powerful Engine Technology ki bhi abasyakata hai.

Halaki Sweden ki iss proposal ke baad bisesangyon ka manna hai ki Gripen ladaku jahajo ko kharidne keliye Sweden ka 100% technology transfer main reason ban sakta hai.

Thank You for Reading.

Read More:

रूस ने लिया वही फैसला जिस लेकर चिंतित था इजरायलचीन के इशारे पर रूस का बड़ा फैसला 

Big Deal between India and Israel, ISRAEL चीन की कमर तोड़ने को तैयार, Netanyahu Clever Strategy To Support PM Modi

China is going to mad and India may deal with France for another 36 Rafael

#iamvivofficial, #sweden gripen, #india rafel, #big deal between india and russia, #america, #donald trump, #china surrender against modi, #russia, #hindi news, #बड़ी खबर, #भारत, #मोदी, #modi latest, #फ्रांस, #चीन और भारत, #china, #china say sorry to india, #चीन, #शी जिनपिंग, #china media, #चीन मीडिया, #फिलिपीन्स, #पोलैंड, #चाइना, #अमेरिका, #तुर्की, #रूस ने दी चेतावन, #व्लादिमीर पुतिन

 

Note:- Full credit to owners. All Pictures are shown in this article belongs to their respective owners.

 

Disclaimer:- This website DOES NOT promote or encourage any illegal activities and all content provided by this blog is meant for EDUCATIONAL PURPOSE only. 

Copyright Disclaimer:- Under section 107 of copyright Act 1976, allowance is made for FAIR USE for purposes such as criticism, comments, news reporting, teaching, scholarship, and research.

 

Fair use is a use permitted by copyright statues that might otherwise be infringing. Non - Profit, educational, or personal use tips the balance in favor of FAIR USE.

Post a Comment

0 Comments