Ticker

6/recent/ticker-posts

Header Ads Widget

China is going to mad and India may deal with France for another 36 Rafael

 

China is going to mad and India may deal with France for another 36 Rafael

10-Oct-2020.


China ka dimag to pehlese hi kharap ho chukka tha.

Par av aisa lag raha hai ki china mansik santulan kho betha hai.

China to pehle sabhi country ko dhamki deta tha.

Par av kehne laga hai ki duniya ki saare hatiyar ke tod sirf usike pas hai.

Av aise me dekha jaye to china apni puri mansik santulan kho betha hai.

China aisa kehta dikhai de raha hai ki chahe America apna F-35 tenat karle ya phir India apna Rafael ladaku jahaj tainat karle,

Agar china ke saath war hua to china in sab bimano ko mar girayega.

Aur pagal china ne ye bhi bola hai ki agar youdh hua to India ko Atala Tunnel ka bhi koi rannitik fayida nahi hoga.

Aur wo Atal Tunnel ko bhi barbad kar dega.

Wese china media ke khabro se to ye lagta hai ki China ki hatiyar duniya bhar me apne tabahi machayenge aur duniya ki baki desh china ko koi jawab nahi de payenge.

China ke sarkar ka apna bhopu media hai jo aye din thutiyo jaisi news viral karta hai.

Issi bich India ne France ke saath ek badi Deal karne ki tayari kar li hai.

Ye deal China ko aur bhi pagal karne me kaafi hai.

Darasal India Air Force ki Air Chief Marcel R.K.S Bhadoriya ne Annual press meeting ke doran ye sanket dia hai ki Indian Air Force currently 83 Tejas ke saath sath aur 36 Rafael Purchase karne par bichar kar raha hai.

Wese to Rafael ke khyamta ke ware me bahot sare khabre samne aa chukka hain.

China is going to mad and India may deal with France for another 36 Rafael

Lekin sidhe sabdo me Rafael ladaku jahaj ke takat ke bare me baat kare to agar China aur Pakistan, India ki Rafael ko mar girana chahte he to unhe apne ladaku jahaj ko Rafael ke 100km range me bhejna hoga.

Lekin majedar baat ye hai ki Rafael ko China aur Pakistan ki kisi bhi ladaku jahaj ko mar girane keliye 100km range me aane ka jarurat hi nahi hai.

Kyun ki India ki Rafael ladaku jahaj 150km dur se hi China aur Pakistan ki kisi bhi ladaku jahaj ko mar gira sakta hai.

Aur iske baad bhi agar china apne ladaku jahaj ko lekar bade bade dawe kare to ye sirf China ki Murkhta ko darsata hain.

Yahan tak ki Russia ki Sukhoi-35 bhi Rafael ladaku jahaj se ek kadam piche hi hain. Aise me dekha jayen to China ke pas aisa koi bhi ladaku jahaj nahi hai jo Rafael ko 100km pehle se hi nisana bana sake.

Jab ki Bharat ki Rafael ladaku biman China ki kisi bhi ladaku jahaj ko 150km pehle se hi nisana bana sakta hai.

Yani ki China ki koi bhi ladaku jahaj hawan me India ki kisi bhi tarah mukabla nahi kar sakta hai.

Aur jab China ko ye baat malum hai ki Bharat ka mukabla nahi kar sakta hai to China ki mansik santulan bigadna tay hi hain.

Thank You for Reading…

Go to the home page and subscribe our website for free or bookmark and Check daily to get the latest update.

Read More.

IPL 2020 complete team list or Squad list

 

Post a Comment

0 Comments