Ticker

6/recent/ticker-posts

Header Ads Widget

रूस ने लिया वही फैसला जिस लेकर चिंतित था इजरायल, चीन के इशारे पर रूस का बड़ा फैसला ।

 

रूस ने लिया वही फैसला जिस लेकर चिंतित था इजरायल, चीन के इशारे पर रूस का बड़ा फैसला



Akhirkar Russia ne us bade faisle ka ayelan kardia hai jise lekar Israel aur America badi chintit the.

Russia ye ayelan kardia hai ki bhale hi duniya me Youdh ka mahol ho ya fir Russia ki padosi desh youdh me uljhe ho iske babjood 18 October 2020 ko Iran par United Nation ki pratibandh khatm hone ke baad Russia, Iran ko apni S-400 Missile Defense system bechne wala hai.

Russia ki iss faisle ke baad Iran ne Israel ko ye chunoti di hai ki ye khabar Israel ko hilakar rakh degi. Jo ki khadi khetro me apni app ko ek mahasakti manta hai.

Wese abhi tak to aise khabre aarahi thi ki Iran par lage hatiyar par pratibandh khatam hone ke baad khud Iran ki sarkar Russia ki Missile defense system ko kharidne keliye ek kadam aage badhayegi.

Lekin yahan par to pura mamla ulta ho gaya.

Kyuni ki Iran kadam aage badhaye usse pehle Russia ne Iran ko S-400 Missile Defense System bechne ki aylan kar dia hai.

Lekin usse bhi hairan kar dene wali baat ye hai ki Israel ki media report ke mane to China ke kehne par Russia ne aage aakar Iran par lage pratibandh hatne se pehle hi S-400 Missile Defense system dene ka aylan kia hai.

Halaki China ne yahan par bahot badi Chal chali hai.

China, Iran ko Russia ki hatiyaro se majbhut karna Chahta hai, taki Iran apne sabse badi dusman Israel aur America ko takar de sake.

Yani ki jis tarah se China ne India ke khilaf hamesha se Pakistan ka istmal kia hai wese hi ab China, America ke khilap Iran ka istmal karne ki tayari me hai.

रूस ने लिया वही फैसला जिस लेकर चिंतित था इजरायलचीन के इशारे पर रूस का बड़ा फैसला 

Aur Iskeliye China Iran ko Russia ke bharosemand hatiyar dilwane me bahot badi bhumika nibha raha hai.

Halaki Israel ke Prime minister Benjamin Netanyahu ne pehle to Russia ke President Vladimir Putin ko Birthday pe wish kiya tha lekin ab wahi Benjamin Netanyahu ne Vladimir Putin ko Iran ko S-400 Missile defense system jese ghatak hatiyar bechne ko lekar kadi warning bhi di hai.

Israel ne Warning di hai ki Russia bhale hi Missile defense system Iran ko dede. Lekin Israel is baat ka yakin dilate hai ki Iran Russia ka Missile defense system ka istmal kar hi nahi payega.

Aur China ke upar nisana sadhte huye Israel ne apne dusmano ko kada message dia hai ki Hatiyar chahe dikahwe ki ho ya bharosemand ho, Israel ko kisi bhi hatiyar ko nistnabud karne me maharath hasil hai.

Aur ye baat Israel ke enemy’s ko yaad rakhna chahiye.

Related Article: 

Big Deal between India and Israel, ISRAEL चीन की कमर तोड़ने को तैयार, Netanyahu Clever Strategy To Support PM Modi

China is going to mad and India may deal with France for another 36 Rafael

#hind news, #big deal between india and russia, #america, #donald trump, #china surrender against modi, #russia, #hindi news, #बड़ी खबर, #भारत,मोदी, #modi latest, #फ्रांस,चीन और भारत, #china, #china say sorry to india, #चीन, #शी जिनपिंग, #china media, #चीन मीडिया, #फिलिपीन्स, #पोलैंड,चाइना, #अमेरिका, #तुर्की, #रूस ने दी चेतावन, #व्लादिमीर पुतिन

Note:- Full credit to owners. All Pictures shown in this article belongs to their respective owners.


Disclaimer:- This website DOES NOT promotes or encourage any illegal activities and all content provided by this blog is meant for EDUCATIONAL PURPOSE only. Copyright Disclaimer:- Under section 107 of copyright Act 1976, allowance is made for FAIR USE for purposes such as criticism, comments, news reporting, teaching, scholarship, and research.


Fair use is a use permitted by copyright statues that might otherwise be infringing. Non - Profit, educational, or personal use tips the balance in favor of FAIR USE.

Post a Comment

0 Comments